Ethical Hacking Explained: 3 Key Principles Every Beginner Must Know (Integrity, Confidentiality, Legal Compliance)
Aaj ke video mein hum ethical hacking ke 3 sabse important principles discuss karenge: **Integrity, Confidentiality, aur Legal Compliance.** Agar aap ethical hacking ke first step ko samajhna chahte hain, toh yeh video aapke liye perfect hai
Highlights of the Video:
1️⃣ Integrity (ईमानदारी aur सही जानकारी): Data aur systems ko safe aur accurate rakhna ethical hackers ka pehla kaam hai.
2️⃣ Confidentiality (गोपनीयता aur प्राइवेसी): Private information ko unauthorized access se kaise bachayein?
3️⃣ Legal Compliance (कानून का पालन): Hamesha hacking karte waqt law follow karna zaroori hai.
Yeh principles aapko ek successful ethical hacker banne ke first step tak le jayenge